(Pak traffic police)

(Pak traffic police)
(Pak traffic police)

Motorcycle wala: Sir Meray papers to Complete hen!
Phir Chalaan Kyn?

Police: Beta Double Sawaari Khul gai he
or Tu Single
ja raha hai.
  

May, 25 2010     164 chars (2 sms)     3820 views       Funny

more Funny SMS Messages

“SUB KO SEND KREN PLZ”
@
Gujrat k sath 1 elaaqa jiska
name “Lala Mussa” hy.
Wahan 1 insaan Paida huwa
hai jo andy deta hai..
(Astaghfirullah)
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Wo b
100 Rupy Darjan… =D
T h e

D e f i n i t i o n

O f

A

B e a u t i f u l

W o m a n

I s

O n e

W h o

L o v e s

M e ...
''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''
Jab Tak Zinda Raha.
Jab Tak Zinda Raha.

Msg Karta Rahonga.

Jab Msg Na Bhejon, To Ye Mat Samajhna K Marr Gaya.

Balke.

Samajh Lena,
K
Bhai Par Bachiyon Ka Load Ziyada Hogaya Hai. :-)
Palmist Larke Ka Haath Dekhkar bola:

"Beta Tum Bahut Pahroge"

Ladka: "Saale,Pahr To Main 3 saal Se Raha Hu,

Yeh Bata Paas Kab Hounga...??"
Sheikh Sb on death bed: Pinky,my wife, r u there?Wife: Yes i m.Sheikh Sb: Kids r u there?Kids: Yes papa v r here.Sheikh Sb:To ullu k patho dukan pe kon hai?


Pagal Khanay Ka Incharge:

Aap Theak Hain, Is Liye Aapko RELEASE Kya Ja Raha Hai.

Magar Afsos K Kal Jis Pagal Ko Aapne Swimming Pool Mai Doobnay Se Bachaya Tha,
Aaj Usne Phanda Daal Kar Khud-Kushi Karli.


Pagal: Us Ne Khudkushi Nahi Ki Hai.


Woh To Maine Usay Taang Diya Tha Sukhanay K Liye. :-)
''1 admi apny dost k gar gya Ghanti bajany par aik chota sa bacha bahir nikla.

Admi bola: Beta ap k abu ghar par hen?

Bacha: Je wo to bazar gay howy hen.

Admi: Acha apny bary bhai ko bolao?

Bacha: Wo cricket khailny gay hen.

Admi: Acha tumhari ami to ghar hon gi?

Bacha: Je wo apni sahailiyon k sath picnic par gai hen.

Wo admi jal kar bola: To beta ap ghar men kiyon baithy hen, Ap b kahen jaen.

Bacha bola: Men b tu apny dost k ghr aya hua hu''

Yaahooooo.....

It is Saturday....

Have a Great Weekend.....

Escape Fast...

Before the Boss Sees You...

Have a Great Weekend...
What Is
Pure And Simple
Definition Of
ACCOUNTING ... ?













1 + 1 = 2
(In Private Sector)












1 + 1 = 11
(In Government Sector)
;->
Dil ka Dard Humain Batate Kion Nahi

Dosti Ka Haq Hum Pe Jatate Kion Nahi

Mer JaoGe Aise Roz lga Lga Ker

Qabz Hai Tou Hashmi Churan Khate Kyun Nahi :p
jis shAkh pe charAy thay GHALIB Aam churaNe.

Wo shakh Be WafA hogaye.


Aisay giray zameen ki Agosh main,


Taang jisAm se juda Ho gaye




......ali..........