Man 2 Pathan: Khanji kal maine apko phone kia par apne uthaya nai.
Phathan: Kyun uthata. Yeh jo maine 30 Rupaiyye deke Gana lagwaya hai, woh tera Baap sunega?
Qalam do chaar jaib mein rakh leta hoon main. Mere ehbab mein iss se meri toqeer barhti hai. Parhne likhne ki to fursat nahin milti. Naala daal leta hoon jab bhi zarorat parti hai .