Bank Main Meyan Biwi Ka Joint Account Tha
Aik Roz Bivi Check Le Kr Ponchi
Aur Boli Mai Dus Hazar Ruppe Niklwana
Chahti Ho Lekn Kayal Rahe Jo
Hisa Mere Meyan Ka Hai
Aus MAI Se Dejye Ga . . . . . :->
"SHAETAN"ne pocha kisi NAIK insan ka number do apun us ko tung krega! maine AAP ka number diya to"SHETAN"bola,abay marwaye ga kia,yeh to BOSS ka number hay.
Ladka Bola: Kash ein hasinao ke baap mar jate, Bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate. Ladki Boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, Kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.