''Ek Chor Police Sy Chupty Huey Ek Toti Hui

''Ek Chor Police Sy Chupty Huey Ek Toti Hui
''Ek Chor Police Sy Chupty Huey Ek Toti Hui Qabr Me Chup Gya
Or Police Sy Bach Gya

Wahi Qareb Sy Sardar Sahib Guzry To Unho Ny Soch K Shayad Log Mayyat Per Matti Dalna Bhol Gaye

Sardar Sahib Ny Fata Fat Matti Dalna Shuro Kia To Chor Bola
Bachao Bachao

Sardar
Ooh Jaldi Jaldi Matti Dalo Is Par To Khuda Ka Aazab Shuro Ho Gya...''
  

May, 24 2010     340 chars (3 sms)     2968 views       Funny

more Funny SMS Messages

Shaitan: Sam Tmhari Duty Aj Se America
JULI Tum UK
PETER Tm India
Sam: Pakstan Ksko Bhijwya Ha?
Shetan:Ksi Ki Zrorat Nai I''m Satisfd Vid Zardri''s
Prformence
Teachr: Batao kanjoos kon hota hai?

Student:Sir jisko hum 100 msg b karen mager wo koi reply na kare

Teachr:Good, koi example b do iski

student: Apki beti.
Jail mei 3 Qaidi ek dosare ko apne apne
jurm k bare mei bta rahe thy?

1st Qaidi: Mujy 2 sal ki saza hoi Q k mei ne chori ki thi.
2nd Qaidi: Mujy 3 saal ki Saza hOI Q K Mainay Bank Lota Tha,

3rd Qaidi:Mujhay 14 Saal kI Qaid Hui Q K
Mainay Sirf Aik Sms Kia Tha... =P ;->
Love in France IS A COMEDY

In England A TRAGEDY

In Italy A WONDER!

In Germany A DRAMA

But

In PAK LOve is a


"National Game"


HUM BOLAIN MOHABBAT KI ZABAN

Achon Se Zyada
Tum Achay Ho,

Sachon Se Zyada
Tum Sachay Ho,

Mene Kaha
Mujhe Tum Se Mohabbat Hai,

Wo Boli "PAPPU"

Sharm Karo
Abhi Tum Bachay Ho... =P ;-> o_O

Ek Mota Admi Bazaar Me Phir Raha Tha,
4 Bachay Us Ka Peecha Kr Rahay Thay,
Admi Ne Ruk Kr Pocha Mera Pecha Kyun Kr Rahay Ho?

Bachay Bolay:Uncle Hum Peecha Nahi Kr Rahay,
Balkay Hum Apki Chaon Me Chal Rahay Hain.
Height Of Maska
Professor: Where Is Your Homework

Student: Sir It Tore While I Was Fighting
With A Guy Who Said You Were Not The
Best Professor In The College
Zarori Ilan!
1st Dec, se bijli bilkul khatam ho jay gi,

1st Dec se tamam log apnay apnay UPS

wapda k kissi bhi office se recharge karwa saktay hain.
Shukria.


Jab Se Sardi ki Hui Hai Pehli Baarish,

Jism main Muslasal ho gai Hai Kharish,

Kuch Machcharon, Khatmaloon ki Bhi Hai Wajah,

Begum ne Bistra Alag Karney Ki, kee Hai Guzarish. :-)
Ek sawal...14FEB VALENTINES DAY ko log aisa kia karte hain k theek 9 MAHINAY baad 14 NOV ko "CHILDREN DAY" manana parta hai.
Zardari Ab Chup Ka Roza Rakhain ge
Or Kabhi Nahi Bolein ge,

kyun K Zardari Ne Suna Hai,

"khatay Huay Bolna Nahi Chahiay"


EXam’s song by Munna bhai:

“Chanda Mama so Gaye,
Student sarey jage.
Dekho pakdo yaron,
Ghadi ke kaante bhaage.
Ek pariksha khatam,to duji
shuru ho gayi MAAMU.