''1 admi apny dost k gar

''1 admi apny dost k gar
''1 admi apny dost k gar gya Ghanti bajany par aik chota sa bacha bahir nikla.

Admi bola: Beta ap k abu ghar par hen?

Bacha: Je wo to bazar gay howy hen.

Admi: Acha apny bary bhai ko bolao?

Bacha: Wo cricket khailny gay hen.

Admi: Acha tumhari ami to ghar hon gi?

Bacha: Je wo apni sahailiyon k sath picnic par gai hen.

Wo admi jal kar bola: To beta ap ghar men kiyon baithy hen, Ap b kahen jaen.

Bacha bola: Men b tu apny dost k ghr aya hua hu''
  

May, 24 2010     470 chars (3 sms)     2915 views       Funny

more Funny SMS Messages

app ko sil ki gahraioon se


















fitay moun
patni maike ja kar pati ko roz phon q karti hai.
.
.
.
.
.
.
taki pati ko yad rahe ki musibat abhi tali nahi hai
God has given many qualities to you,
Good look, personality, charm, intelligence,
And many more……this is call as
“Allah meherbaan to gadha bhi pehalwan…”

Indian:
Humare pass kanjar hain,
kutte hain, Sowar hai.
Tumhare pass kia hai?


Pakistani:
Tum humara muqabla kabhi nhi kar sakte,
Humare pass ZARDARi hy =P ;->
''Agr Private Primary Student Mistake Kray To Teacher Kehta Hai K
Write An Essay On
“My Friend”
5 Times. . .
Or Agr Government Student Mistake Kray To Master Subah 8:30 Murga Bnata Hai,Or 2:00 BJAY Kehta Hai K Chalo Ab Dafa Ho Jao Chutti Ho Gai Hai.
Student Tang AA K Kehta Hai Sir 30 Mints Or Ruk Jain,
Master:KYUN?
Student:Sir [...]''
Phela parrot Rs 5000 ka hay kiyon ke ye computer janta hay, doosra Rs 10000 ka kiyon ke ye computer aur driving dono janta hay Aur ye teesra Rs 700000 ka hay.

Man: Teesra kia karta hay jo itna expensive hay?

Shopkeeper: Mein ne iss ko kutch kartay nahin dekha lekin pehlay do iss ko BOSS kehtay hain.


Iqrar-e-Mohabbat Kuch Gunah Tou Nahi Hai


Bas Pehle Ye Pata Ker Lena
''''Bhai Kitne Hain.." ;->


~> Teacher: what is meant by
"I MISS YOU"

.

.

.

.

~> Pathan: Is ka matlab hai
"Mein tumhari miss hon!"
Jis tarha 1 machhar marnay say ap SHIKARI nahi ban jaogay.......










Theek usi tarah.../









2-3 sms karnay say aap BHIKARI nahi ban jao gay.....
yeh bat samajh main ayi nahi aur mom ne samjhai nahi! Main kaise mithi baat karoon jab mithi cheez khai nahi?

Yeh canda kaisa mamu hai jab mom ka wo bhai nahi?

q lambay baal hain bhaloo k kiyon us ki tind karwai nahi?
kiya wo ganda bacha hai? ya jungle main koi nayi nahi?

nani k husband jab nana haan or dadi k husband jab dada haan tu kiyon baji k husband baja nahi?

Yeh baat samajh main ayinahi aur mom ne samjhai nahi
''A rupee is easy 2 earn...
but a smile is hard 2 find...
rupee loses its value...
smile increases its worth..
i lost a rupee when i sms u...
but who cares!
i won ur smile...''
Sardar Ne Chottey Qad Ki Larki Se Shaadi Ki..

Kisi Ne Poocha Tum Ne Aisa Kyun Kiya..

Sardar Bola Mery Walid Ne Kaha Tha Ke..

Musibat Jitni Chotti Ho Utni Achi Hai..