''After the Announcement the final result of class, father asked his son.
Father: Beta Tumhara result Kesa Raha?
Son: Abbu, Teacher ne kaha ke Zyada tar bachay fail hain.
Father: Beta Aapka Result kiya Aaya hai?
Son: Abbu, Woh jo Dr uncle hai na unka beta bhi Fail ho gaya hai.
Fathar: Tumhara Result Kiya aaya hai?
Son: Abbu, Woh jo mera Dost hai na jiske Papa Engineer hain na, woh bhi fai ho gaya hai.
Father: Abay Tu bata, Tera result Kiya aaya hai.
Son: Mai kiya Allama ki Aulaad hon jo pass ho jaonga.''
yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->