larki khoobsurat kutte k sath ja rahi thi
k Larke ne dekh ker kaha aap dono behn bhai hain
larki-// ap ko hm dono main se kon pasand hai
Larka-// yaqeenan tm
larki-// to phir is k liye apni behn le aao
hamare yahan watta satta chalta hai...=P;->:-P
yun raton ko na jago
so liya karo.....
yun dil main aansu na roko
ro liya karo...
baal to bohat achay bana letay ho
kabhi moon bhi dho liya karo..... ;->