''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''
MEZBAN:Lassi aap peete Nahi, chaey ham Pilate nahi, Roti ka time nahi,Botal ka mosam nai, Ab btayn kia khidmat karen? . . . . MEHMAN:Easy load h kerwa do
''Arz kiya hai
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Wah Wah Wah
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Jaisay chotay se raksha main moti Aunty phans gayi.''