''bethay thay

''bethay thay
''bethay thay darya k kinary tujh ko bhulany fraz


..
..
achanak koi begerat peechy sey dhakka dey gya''
  

May, 24 2010     110 chars (1 sms)     3091 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Stars are far away, The sun is so hot to touch
And the moon is unapprochable
So I brought u in my life
Bcoz I wanted to have my own little Universe..!!''
Har aahat par jaan nikal jati hai faraz






Ye public toilet mein kundi kyun nahi hoti...??


Hum ne tum ko captain banaya team ka, samajhdar samajh ker
"SHAHID...!"

tum to ball he khaa gaye naswaar samajh ker...!!
This is 4 Boom Boom Afridi... ;->
Jaha Dekho
Jidhar Dekho
Aap k liye sab ki zuban pe 1 hi bat



"Ma Ka Ladla Bigad Gaya"
Aik Pathan Passport banwane gaya,

Officer ne kaha N I C dikhao,

Pathan ne apni Begum ka N I C de dia

Officer., Khan Sahab apna N I C do,

Pathan Ghussay se kal main apna N I C lekar aya tha aap k pass..

Aap ne kaha NADRA ka lekr aoo.

Wo Kya Cheeze He Jo wife Apnay hsbnd Ko Sari Umar Nahi Deti?


Socho ?












Ans-SHANTI
Polio Team; Darwaze Par Bachey Hain?
Pathan; Beta Pistal Aur Cartoos Lay Ao.
Polio Team Bhagte Huwey Pichey Say Awaz Aiee,
Tehro Ye Mere Bacho K Name Hain...!
What Do U Get ?
When A Cow Dances.
.
.
.
Think
.
.
.
.
.
Vey Simple....
.
.
.
.
.

GUIDANCE.... (Gui-Dance)....!!

(Bechara Mard)
Mard agar aurat par hath uthai to zalim,
agar aurat se pit jaye to buzdil,
aurat ke agay chalay to Firoun,
peeche chale to zan mured,
aurat ko kisi ke sath dekh ke laray to jealous,
agar kuch na kahe to beghairat,
agar ghar se bahar rahe to awara,
ghar mein rahe to nakara,
bachon ko dantay to jabir,
na dantay to laperwah,
aurat ko kam se rokay to daqianos,
na rokay to aurat ki kamai khanay wala.
.
.
Haye Mard bechara jaye tu jaye kahan...

Histry of Pakorey
Ek Baloach Besan Ki Balls
Oil Mein Dal Raha Tha..


Jab Thori Dair Bad Bhi Wo
Kac''che The To Baloach
Bola






"PAKO REY" .. ;)
Rangeen Ho Tum Rango Say Bhi Zaida Smart Ho Tum Sab Dosto Main Zaida Zaheen Ho Tum Muje Say Bhi Zaida Agar Aasa Tum Sochte Ho Tu Bewaqoof Ho Tum Had Say Bhi Zayda..!!
Man , Mistri G , Bed Mazboot banana , Mere bete ko Bahu k sath Sona hai

Mistri : aisa mazboot banaun ga k Sara Muhalla bahu k sath Soye Bhi tu Nahi totay Ga!