2 pyaz , 3 lahsan , 5 gm jeera , 3 kali mirch , 2 spoon namak , 4 spoon oil , 1 cup water aur thoda hara dhania . Pata hai me kia bana rahe hun. . .Tumhe ullu
1 waqt tha ap k message aise ate the jaise kisi ne ap k sar pe pistol rakha howa hai
aur wo ap se message karwa raha hai magr ab lagta hai k us ne goli mar di.
Santa: Qutub Minar kahan hai? Pappu: Pata nahi. Santa: Kabhi ghar se nikla karo. Pappu: Ram Lal kaun hai? Santa: Pata nahi. Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo.