Hey Dear Kaha ho
Yar Pata Hai Kab Se Wait kar RAha Hoo
Jaldi Aoo Na Ache Se Tayar Ho Kar Aana
Dekho Hamesha Ki Tarah 1st Prize Tumhein Milna
Chahiye Aaj mera Yar Phir
Monkeys Fashion Show Jeete Ga ..
ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.