Dunia mein 3 loag Bahut khush naseeb hotay hein.....

Dunia mein 3 loag Bahut khush naseeb hotay hein.....
Dunia mein 3 loag Bahut khush naseeb hotay hein.....

1 – Wo Jinko Achha Yaar milta hai.


2 – Wo jinhein sachha Pyaar milta hai.


3 – Wo jinhein mera Scrap baar baar milta hai
  

May, 24 2010     186 chars (2 sms)     3315 views       Funny

more Funny SMS Messages

Ek sheikh doctor k pass gaya or bola
k ghar ja ker mareez check karnay k kitnay pesay logay?
Doctor:300 rs.
Sheikh:chlain doctor sahab.
Ghar puhanchay to docor ne pocha k mareez kahan hai?
Sheikh: mareez koi nahi hai,
Taxi wala 500 mang raha tha


Memon 0r sunao thanda piyo ge ya garam?

Mehman:thanda or garam dono!

Memon:jao shazia ek glass fridge se or ek glass geezr se pani la do... :p ;->
News reporter:
KHAN SAAB ye batain k plateform
par kharay saray pathan kaisay maray?
Pathan: aik elan hua k train plateform per aa rahi hai,
sub ne patri par chalang laga di.
Reporter:Phir aap kaisay buch gaye?
Pathan:main khudkushi k liye patri per leta tha,
ye elan suna to main plateform per ja ker lait gaya:)
Pakistan Me Har Cheez Din Ba Din Barh Rahi Hai.

Tail Ki Kimat.
Loadshading.
Mehgai.
By-Rozgari.
Sms Pakag.

Or Aaj To Intaha Ho Gai..
Pakistan Ka.

.


Waqt B.




3 dost oxford unvrsty k cafeteria
mn bethy apni felngs share kr rhy thy.

1st dost:mra dil krta he k men bht ziada mehnt kr k ek kamyab insan banon.

2nd dost: mn chahta hun k social workr bn k logon ki bhlai k kam krn.

3rd dost:yar meri ek hi khwahsh he k uni mn hungama ho or 10 din bycott hon or phr har papr mai 8,8 din ka gap ho.
2nu doston ny usy thappr mar k kaha

"wah! prhna oxford ma aur khwab KARACHI UNIVERSITY k" =P ;->
I Dont Want 2 Live Anoder Day If U''re No Longer Der,
4 In Dis Lyf Only U Can
Inspyr Me 2 C D Nxt Sunryz,
Only U Can Motiv8 Me 2 Apprec8 D Colors Of Lyf Dat No One Else Can.

I Want U 2 Know Dat Our Frndship Means Alot 2 Me.
U Cry I Cry
U Laugh I L augh.
U Jump Out Of Da Window.
I Look Down & Den
I Laugh Again
''Mein to pehle hi Uskey Bhai se Buri tarah pit chuka hon

Faraz!!!



Ab woh kehti hai, "to Phir Aao Mujhko Satao"
,,,
\('','')
((>
<\''
In which case-MAN start Swetting

in 10 mins & WOMAN wan 2 go On & On..



Think..


shopping
Jab Tum Makeup Kerti Ho
Bilkul Reema Lagti Ho




Wah Wah




Jab Tum Makeup Kerti Ho
Bilkul Reema Lagti Ho





Jab Makeup Nahi Kerti Ho Tou
Sahfqat Cheema Lagti Ho ...

Aik Bv ne apny Naraz Shohar ko msg Bheja (pora parhna)



Zara jo door jaty ho,

Tab ehsas hota hai

k baqi kuch nhi rehta

Mere jevan k angan main

Meri khushion k daman main

Tere bin kuch nhi rahta

Udasi Chahee rahti hai

Sapne Adhuray se lagte hain

Din Sadion se lagte hain

In Ankhon ki jalti lo Madhm parne lagti hai

Umeden marne lagti hain

Tere hathon se mere hath

Achank choot jate hain

Mere Armaan Roty hain

Tujhe awaz dete hain

Tujhe wapas Bulate hain

Suno Laot Aao na

Suno Laot Aao Na







Neez (: Aaty howy tandoor sy 15 Rotiyan Lety aana)
Bolaa dukaan-daar,ke kyaa chahiye tumhain

Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge

Maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai

Bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge...
hello! kaisay ho. mein tum par aik Film bananey kee soch raha hoon jiss mein tum bataor Hero kaam karo ghey.Fikar na karo 12larkion k sath tumhara affair ho gha.





11 tumhein chord jayein ghee aur 12 veen tumhein Goli maar dey ghee iss tarha film Khatam ho jaye ghee.


Oh Film ka naam to batana hee bhool gaya, Film ka naam hai"App Close Up kyun naheen kartey hein?"