Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
''Film k poster k uper kisi peer k urras ka poster lag gaya dono thory phat gay or txt ye ban gaya
1 ticket me 2 mazy movie k bad langer b hoga Hazrat Allama MOlana Gujjar Badmash Sultan Rahi k ful action khawaten k liye pardy ka khas intazam Nargis k dill fareb raqs me shariq ho k sawab-e-daren hasil karen!''