Tofani barish mein rat ko,
shop per 1 admi pizza lenay aaya
SHOPKEEPER: Aap married hein?
Admin:Is tofani barish mein kia
meri maa mujhey pizza lenay bhejay gi?
Ek bar ik ladke ka rishta nahi ho raha tha. Kisi ne kaha ki baba
Mannt Lal ke darshan kar aao. Maa aur beta dono chal diye. Parvat
par chadte waqt maa ka panv fisal gaya aur maa khai mein gir gayee
to ladka bola.
"" ya khuda teri khudai, apni te milli nahi bapu di vi gvai ".