''SMS karne k fayde
1-Mobil ko zang nahi lagta.
2-Timpas hojata hai.
3-Ap jise karenge wo khush rahega.
4-Contact bana rahega.
5-Apko koi KANJUS NAHI kahega
BOY: Apni beti ki shadi mujse kar dain mei apko us k wazan k brabar sona dunga
MEMON: Muje waqt do
BOY: sochne ko?
MEMON: Nahi beti ka wazn barhanay k lyae
Masjid ki deewar pe lekha tha ager ap Gunnah se tang aa gaye hain tu Andar a jaye.
Is ke neachay lipstick se lekha tha .. ager nahi tu samnay wale ghar main aa jaye