Ye scooty kab li

Ye scooty kab li
Ye scooty kab li? Sardar:kal raat 1 larki mujhe scooty per bohot dur le gai,sab kapde uttar kar boli jo chahiye lelo,mai ne scooty le li,kapro ka mai kya karta.
  

May, 21 2010     161 chars (2 sms)     3105 views       Funny

more Funny SMS Messages

May God give u

Tata ka status

Vajpayee ka dhiraj

Laaden ki himmat

Bill Gates ki income

Bush ki taqat

baaki...

Sardar ka dimag to hai hee.
Impressive quote..


"Zruri nahi k agr aap ki shakal yateemo
jaisi hai to aap ko accha rishta nahi mil skta"





SHOAIB MALIK

Peshawar Ki Police Ka Bhe
Jawab Nhe Hai

1 Pathan Talaab Main Nha Rha Tha

Police Wala Kehta Hai

" Chal Ooye Bahr A Kar Kpry Pehan

Teri Talashi Leni Hy
Sardar: Will u merry , after i die .
Wife : No i wiil live with my sister.
Wife : Will u marry , after i die .
Sardar: No i will also live with ur sister.
agar app Pakistan k Prime Minister ban jayein to pata hai kya hoga,


1- App k daur mein Pakistan ka Naam Kanjoosstan
2- Sirf Imdad aaye ghee
3- fauj India sey Hathyar ley kar Istimal karey ghee
4- Milkman dhood mein pani naheen Pani mein dhood milayein ghey
5- aakhir mein aap kee ankh khul jaye ghee aur khwab toot jayein ghey
Pathanon ne eid k baad 5 waqt namaz b saudia k sath parhne ka faisla kia hai...
Nai timings ye hongi
Fajr- Suba 8 bje
Zohr- Sepeher 4 bje
Asr- Sham 7 bje
Maghrib- Raat 10 bje(suraj gharoob hona shart nai)
Isha- Raat 1 bje
Definition Of GirlFriend . . .

Jo Har Baat Par Tumhain Tok-Tok Ker Pehle
Tumhari Saari Aadatain
Badal De
Aur Phir Saal Baad Bole
"Ab Tum Pehle Jese Nahi Rahe" ;->
Arrange Marriage:

5,00,000 Shadi Par.

1,00,000 Haq Meher.
Aur
Shadi ki Muktalf Rasmon Pe Rs.50,000

Shadi k 3 Dino Ka Khrcha Rs.6,50,000

Yani Shadi k 1 Din ka Kharcha Rs.216666.6667

1 Ghantay ka Rs.9027.77778

Or 1 Minute ka Rs.150.462963

.

Ufff! Tauba Tauba.



Love Marriage:

Sirf 120 Rupay Ka Stamp Paper.

.
.

A Massege From: The Students Of Accounting & Finance.

Invest at Your Own Risk.
An old man tottered into a lawyer''s office and asked for help in arranging a divorce. "A divorce?" asked the unbelieving lawyer. "Tell me, how old are you?"

"I''m eighty-four, " answered the old man.

"Eighty-four! And how old is your wife?"

"My wife is eighty-one. "

"My, my," said the lawyer, "And how long have you been married?"

"Next September we will complete sixty-two years."

"Married for sixty-two years?! Why would you want a divorce now?"

"Because," the man answered calmly, "enough is enough."
Wife: Darling, wht do u like most among my natural hair, hot lips, speech, sense of humor or my beutiful eyes. . . . ? ? ?

Husband: Darling, tumhari ye mazak karne ki aadat hi mujhe sab se zyada pasand hai. . . ;-
What is d Diffrnce btwn POETRY n ESSAY ?

.

.

.

.

.

.

.

Any Word uttered by a GrlFrnd is POETRY.

Anything said by Wife is an ESSAY...
Dedicated to all Girls

"LARKIYAN"

Kabhi Maum Ban K Pighal Jati Hain
...Kabhi Suraj Ki Tapish Se Jal Jati Hain

Yeh Larkiyan Kitni Ajeeb Hoti Hain
Sambhal Kay Chalain Phir Bhi Phisal Jati Hain

ALLAH Ne Rakhi Un Main Aisi Mehek
Jis Sanchay Main Chaho Dhal Jati Hain

Kabhi Zara Si Baat Par Kar Laiti Hain Aankhain Namm
Tu Kabhi Pahaar Se Ghum Par Bhi Sambhal Jati Hain

Itni Sada Kay Apni Hi Bewaqti Par
Sabar Ka Thaam Kar Daman Behel Jati Hain