Hur karz dosti ka ada kaun kerey ga?
Hum na rahey tou dosti kaun kerey ga?
E khuda merey doston ko salamat rakhna
warna meri shaadi mein dance kaun kerey ga?
Aaj “TOM & JERRY” ki barsi hai
un ki yaad mein
plz ye SMS kam se kum kisi
1 “CARTOON” ko zaroor send karo,
me ne apna farz pura ker dia.
ab aap ki baari