Ek haseena par nigahain tehri thi,
uski aankhein jheel se bhi gahri thi,
thak gaya mei apne pyar ka ijhar karte-karte,
tab pata chala yaar wo to behri thi..
Dunya ka sab se Romentic Mulk kon sa hai?????? . . . . . Pakistan Kyun? ? ? kyun ka yahan har ghar me rozana candle light dinner hoti hai. thank you Wapda