Khaaksaar k
dil-e-mohtareeq-o-dimagh-e-muntasher main ye khadsha-o-andesha
mohtashi-o-moqaid hai, k kaheen biradar-e-muhtaram-o-izzat-e-maa-aab banda-e-ranjeeda-o-sanjeeda se khafa-o-naraz to nahi,
k arsa-e-daraz se biradar-e-faatir-ul-aqal ne band-e-haqir-o-faqir ko koi sms nahi kia hai . . . ;->
1st Sardar:
Yaar Koi Aisa Karobaar Bata Jis Men Zyada Munaafa Ho?
.
.
2nd Sardar:
Aisa Kar Sardiyon Men Sasti Baraf Le Kar Garmiyon Men Baich Dey.. :-)