U.S.A ne bridge bnaya jo 2citys ko milata ha
British ne esa bridge bnaya jo 2countrys ko milata ha PAKISTAN ne esa brige bnaya jo direct ALLAH TALA se milata ha
MunnaBhai: Yaar yeh kutte poonch kyon hilate hain? Bole to dog tail shaking WHY?
Circuit: Common sense Bhai! Ab poonch kutte ko to nahin hila sakti hai na.
*some funny fact*
**kishor ka baap haklata tha agar wo thk se bol pata to aaj uski umra 3 saal jyada hoti
***mard aurat ko kamjor kahta hai lekin agar wo martban ka dhakkan band kar de to wo mard to ky uske baap se v nahi khulti
***ghore ke muh me hath dal ke uske daat ginane se pahle ye jarur khyal rakhe ki kahi ghora apna muh band karke kahi apke ungkiya na ginani shuru kar de
****hichki rokne ka ek aasan tarika hai ki saas rok ke hazar tak gino.