Ye Mardam Shumari Ki service hai . ager ap larka hai to 1 sms . larki hain tu 2 Sms kare. Or ager Apka ka taluq Tesri Makhluq se hai tu koi Sms na kare
Judge, Mujrim Se, Batao Tumari Akhari Kwaish Kia Hai ?
Mujrim,
Aik Mob Nokia N73
5 Karror Rupay
Apki Beti Se Shadi,
USA Ka Viza,
2 Saal Ka Hanimon,
6 7 Bachay Jo Apko Nana Nana Kahe Aur Mujhe Papa,
Un Ki Shadi Karwa Dun Us K Bad Ap Jo Fasila Do Mujhe Manzor Hoga..
Tofani barish mein rat ko,
shop per 1 admi pizza lenay aaya
SHOPKEEPER: Aap married hein?
Admin:Is tofani barish mein kia
meri maa mujhey pizza lenay bhejay gi?