koi na hay aisa.....?

koi na hay aisa.....?
koi na hay aisa.....?



koi nai hay aisa....?



"Waves Triplet" k Jaisa. ha ha ha
  

May, 20 2010     92 chars (1 sms)     3509 views       Funny

more Funny SMS Messages

SAJJAD Ali ne b kya khoob kaha hai k







"chal rehn day"
Kar diya izhare-ishq hamne telephone par, laakh rupaye ki bat thi, do rupaye main ho gayee (wah wah)
2 Sardars Looking at egyptan Mummies,
Sardar 1: Look so many bandages ,Pakka truck accident hai
Sardar 2: aaho , ais liye Truck Number bhi likha ha BC-1760
Din ko chain nahi,

raat ko aram nahi.

Jee na lage kahi,

E khuda kya yahi pyar hai ?

Arey Pagal..

yeh pyar nahi .....

Aajka 41 degree celcius temperature hai.
JISKA EK BI DOST NA HO USKO KYA BOLTE HAIN???

..

..

..

..

..

..

..

..

"Koena Mitra" (koi-na-mitra)
sardar, a japanese, and a britisher were shipwrecked on a deserted
island. One day they came upon an old lamp buried in the sand.
As they brushed the sand from the lamp a Genie appeared and said I''ll
give each of you one wish." The japanese said "I wish I was home!" PUFF and
he was gone! The britisher said "I wish I was home!" PUFF and he too
was gone. The sardar said "Boy is it lonely here! I wish my friends were
back!"
Woh chham chham karke aayee Aur chham chham karke chalee gayee
Main sindoor ka dibba lekar khada raha
Woh Rakhee bandh ke chalee gayee.
Jivan mein Paisa, Pyar, Dost,Birthday,

sab kuch aata hai jata hai.

Par tode gaye daant phir nahi aate.

Samajdar ho; Umeed hai,MSG bhejte rahoge.
Us Ne Aik Pal Bhi Meri Masomiat Na Daikhi Pappu ...





Bus Pakra Aur 250 Ka Chalaan Kaat Dia ... ;->
Zarori Ilan!
1st Dec, se bijli bilkul khatam ho jay gi,

1st Dec se tamam log apnay apnay UPS

wapda k kissi bhi office se recharge karwa saktay hain.
Shukria.
''Arz kiya hai
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Wah Wah Wah
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Jaisay chotay se raksha main moti Aunty phans gayi.''
--> Ek Pathan Mufafir ne kaha hai : " Mujay Samaj nahi aati Log Mahina mahina kaisay nahi nahatay , mujay tu 28 wain din kharish honi shoro ho jati hai " : D