1 sardar rail ki patri per sogaya.
1 admi ne kaha kia ker raho ho?
Train aayegi tu mar jao gay!
Sardar:Mairy oper se jahaz guzar gaya
tu kuch nahin howa, rail kia cheez hay?
Ravan was sent to court & was asked to keep a hand on Geeta.
He refused saying: Sita par hath rakh kar itni musibat aayi! Ab Geeta pe haath nahin rakhunga
ik admi nay kaha:is zindagi sy to mot achi hay
foran ik jin namoodar hua aor bola may nay ap ki rooh leni hay:
admi foran bola yar abi admi kya mazaq b nahi kar sakta