Ehsas apk Ki Dosti ka Jis pal Nahi Hota
.
.
Ssanson ka silsala bhi Mukamil nahi hota
.
.
Mera Inbox Mujhe Bekar lagta ha
.
.
Ager Apka Sms Is main nahi hota
Master bachon ko english parhatay huay:"dekho bacho! yeh ''M'' ha. ''M'' se mother banta ha,jaise sheeday ki maan." aglay din master ne ek bachay se ''W'' ke bare mein pocha ke batao yeh kia ha? Bachay nai jawab dia: "Sir ha to yaih sheeday ki maan magar is ka sur nechay aor tangain oper hain."