Zndagi me jab b kisi ko chaha hy,
Usi ne hmara dil dukhaya hy,
Socha tha ab chor den is pyar k khel ko,
Pr suna hy pichli gali mai 1 naya piece aya hy.
Ache d0st ki kh0bian..
1.kh0bsurat h0 magarmach ki trah
2.aqalmand h0 gadhe ki trah
3.phurtila h0 kachwe ki tarah
4.khulus wala h0
Kutay ki trah
5.hands0me h0 bandar ki trah..
A'' ha k0i shak nai tum mai t0 ye sari kh0bian hain pyare d0st;-)