1 Pathan ki beti ko kisi ne SMS kia
I LOVE YOU
Pathan ghuse ma beti se kehta hy:
jis ne sms kia hy usay ma dekh lu ga filhal tm uska sms usay wapis bhejo... ;->
2 bachon ki baywa maa chothi dafa shadi kar rahe thee,
theek nikah k waqt dosra bacha ronay laga,
maa boli:"chup ho jao warna agli dafa sath nahi laon gi".......