Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.
1 Dehati Aurat Check Cash Kerwany Bank Gaee.
Clerk:Yahan Sign Karo.
Aurat:Kaise?
Clerk: Jaisy Khat K Aakhir Mei Likhte Hain.
She Wrote:
Faqat
Ap K
Munnay Ki MAA