humari aur uski zin

humari aur uski zin
"HUMARI aur USKI zindgi Mein Faqat Tarteeb ka Farq hai"Faraaz"...

"USKI zindgi mein HUM sab k BAAD Aatay hain"
aur
"HUMARI zindgi mein sab US k BAAD aaty hain..!
  

May, 03 2010     170 chars (2 sms)     2542 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...
Hum sa ehl-e-dil tujhe kahan mile ga Faraz,

Jo tere sitam bhi sahay aur tujhe duaa bhi day...
Deikh loo kya waqt aa gya Fraz
telenor ab day raha hai 19.99 + tax main unlimited SMS....



ishq ki rahoon mein do hi manzilen he faraz ....

ya dil me utar jana , ya dil se utar jana .
jub koi pochta hai mujh sy meri zindagi ki qemat"faraz"

to mujhe yaad aa jata hai tera muskurana..
Teray baad na aaye ga meri zindagi ma koi aur Faraz
Ek mot hai k jis ki hum Qasam nahi detay…
Badsahi agar mil jati kch dino ki FARAz..........

is shehr me teri tasweer k sikke bitha daite.........
Mile Uljhano se Fursat to Zara Dil se puchna Faraz....




Kya Sirf Fursaton Main Yaad Karne Ka Naam Hai Muhabbat???
Milnay ki gharz ho to chalay aatay hain apnon ki tarha "",

FARAZ

Dil bhar jaye to jawaab dena bhi gawaara nahi kartay..


Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi,
FARAZZ
Aapko bhulanay main shayad hamain zamana lagay
wo mujh se pochta hy kis kis k khawab dekhte ho"faraz"

bekhaber janta nhi k yaden us ki sonay nhi deti.
aasib zdah ghar ka main woh dar hoon faraz.

deemak ki tarha kha gai jisay dastak ki AARZU!