mat dekh mujhe itni hasrat se faraz!

mat dekh mujhe itni hasrat se faraz!
Mat Dekh Mujhe Itni Hasrat Se FARAZ!

.
.
.
.

1 He Plate Aayi Hai Biryani Ki,
Kuch To Sharam Kar. :-)
  

May, 03 2010     111 chars (1 sms)     2174 views       Faraz

more Faraz SMS Messages




jeety hen to koi hal tak nahi pochta "faraz"
marty hen to dunia kandhon pe utha leti hai. . .


Main Ne Yeh Soch Ker Tasbhi He Tor Di Faraz.....!

Kia Gin Gin Ker Mango Us Se Jo Behisab Deta Hai.....
hum ne muhabtain chord deen faraz.

tanha raat din ka tarpna hamaray bas ki baat nhi,,,



parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai"faraz".

be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.
pichly baras tha khoof tujhe kho na doon kahin

ab k baras ye dua hai tera samna na ho


Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...


Zindagi se koi cheez udhar nahin mangi main ne FaRaZ,

Kafan bhi lain gey to zindagi apni de kar..!!
har ek ki zindagi ka maqsad ek hi hota hai faraz..

khud chahe kitna b bewafa ho talash hamesha wafa ki rehti hai...
Hum to uski har khuwahish puri karne ka wada kar baithy "Faraz",
.
.
.
Humein kya pata k humein chorna bhi uski ek khuwahish thi.



A Faraz Tuje Zindgy Se Mila He Konsa Esa Ghum

Bs Phone Utha Or Dial Kr
0900-78601

Telefun,Telefun
tujh ko kis phool ki nishani don"faraz"

tu juda aisy mosam main howa jub darkhton k hath khali thy.


SafaiD Libas Ussey Bohut PasanD Tha Mere JiSM Par ''''FArAZ''''
Ajj Main Kafan Mein Lipta Hon To Phir Wo Roti Kyun Hai?!