Doctor: Jab Ap Ko Pata Tha K Chipkali Ap K Mu Me Ghus Rhi Hy To Ap Chup Q Thy?
Sardar: Pehle Cockroch Gya Tha To Muje Laga K Chipkali Usy Pakar Legi.. ;-)
Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
"Ek idea jo badl de apki duniya..............:P Agar lyf me kabhi aapse koi mistake ho jaye... To 2 min. apni aankhen band karke... . . ... . . . . . . . socho k... Iska ilzaam kispar lagaya jaye.............................:P:p