Sardar ko uska Susar Jootey mar raha tha
Admi:Q maar rahe ho?
Susar:Iski B.V ne Hospital se sms kia "Tm Bap ban gay ho"
Is ne apne sarey dosto ko fwrd krdya.:-
''Aaj Ke Baad Tum Mujhe Call Mat Karana,
Na Sms Karana, Baat Bhi Mat Karana,
Milane Ki Koshish To Bhul Se Bhi Mat Karana,
Kyonki Doctor Ne Mujhe
Mithi Cheejo Se Dur Rahane Ko Kaha Hai''
Santa: Qutub Minar kahan hai?
Pappu: Pata nahi.
Santa: Kabhi ghar se nikla karo.
Pappu: Ram Lal kaun hai?
Santa: Pata nahi.
Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo