SMS karne k fayde
1-Mobil ko jang nahi lagta.
2-Timpas hojata hai.
3-Ap jise karenge wo khush rahega.
4-Contact bana rahega.
5-Apko koi KANJUS NAHI kahega.
''dil se dil laga kar bhi dekh,
meri yaad mein aansoo bahakar bhi dekh,
SMS kya CALL bhi karenge,
ek baar mere mobile ka bill chuka kar bhi dekh......''