Bewaqofon Ki nishaniya::: 1.Hamesha bewaqt misscall karenge………. 2.SMS muskura k padenge…………. 3.niche mat padna……………. ………… ……… ……………………….. ……….. Jo bat mna karo wo zaror krenge
Aik rikshaw ke peche likha tha k
"SAWAN KA INTAZAR HAI"
Peche se aik truck aya or rikshaw ko ora dia(hit kia) or us ke peche likha tha
"AYA SAWAN JHOOM KE".
Manzil ki taraf barhtay raho,
Jo dil kahe woh kare woh raah chuno.
Peeche walon ko aagay mat aanay do.
Or jo aagay hain unse aagy niklo.
.
Tub he ek achay Truck Driver ban pao gay.