Ek bacha dorta howa ghar aya aur maa se kaha: hamare parosi kis kadar garib hai un k bache ne ek rupe ka sika nigal liya hai aur wo sub ro rahe hai... ;->
Pagal khaney Main Bht
Sarey Pagal Naach Rahy
Thay. In me Sy 1 Pagal
Khamosh Betha Tha
Dr. Tm Khamosh Q
Bethe Ho?
Pagal Ny Kaha-Bewaquf
Me "Dulhan" Hon ;->