In logon kee samajh nahee aati, Hamesha dohra roop,
kaisay:
Proof#1: lardki lardkey ko chchery to Shararat aur agar lardka chchery to Badmashi.
Proof#2: Agar koi ameer kaam mein apni wife ka haat bataye to "understanding" aur agar gharib bataye to "Jhooroo ka Ghulam"
Uuuuufffffff reeeeeeeeeyyyyyyyy LLLLLooooooggg
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
''billi dum kuy hilate he..........?
batano na kyun........?
batano na kyun ........?
mein batayo kyun? kyun k!!!!!!!!!! dum bili ko nahi hila sakhti''