Yar Plz Give Me A Bel

Yar Plz Give Me A Bel
Yar Plz Give Me A Bel.Yahan Light Nai Hai
Mujhay Mera Cell Mil Nai Raha.



































About 99% Will Ring Back To Prove That They Are Fool
  

May, 18 2010     198 chars (2 sms)     3632 views       Funny

more Funny SMS Messages

Height Of Smartness


Professor : Only Wise Men Hesitate. . . Fools Are Always Confident. . . ! !

Student: Are U Sure Sir. . . ?? ;->
Ek Kanjoos Aadmi Subha Utha Tou Usne Dekha k Us Ki B.v Mar Gayi Hai
Wo Bhagta Hua Kitchen Me Gaya Jahan Uski Beti Naashta Bana Rahi Thi
Aadmi Ne Usay Gale Laga Ker Rote Huey Kaha
''''Beti Aaj Ek Aadmi Ka Naashta Kam Banana'''' . . . ;->
Ravan was sent to court & was asked to keep a hand on Geeta.
He refused saying: Sita par hath rakh kar itni musibat aayi! Ab Geeta pe haath nahin rakhunga
Life Main Kabhi Comptomise Kerna Parey Tou. . .
Don''t Hesitate . . .
B''coz
Jhukta Wo Hi Hai Jis Main Jaan Hoti Hai
Aur Akar Hi Tou Murday Ki Pehchaan Hoti Hai . . . ;->
Banta ek sadhu se bola" Baba, meri biwi bahut pareshan karti hai, koi Hal batao.
Sadhu : Beta, hal hota to main sadhu kyun banta?
Mere Dukho''n Ki Dhanak Main Rung Na Bhar

Mohabbat Aur Nafart Ki Jung Na Ker

Khushi Mere Ghum K Sung Na Ker


It Means

Pappu Yaar Tung Na Ker . . . ;->
BREAKING NEWS

KARACHI :
Liyari Me Pichly 10-12 Dino''n
Se Bharpur Jashan Ka Sama
Hy, Logo''n K Khna Hy k
Apna Makrani Bhai
U.S.A Ka Sadar Bana Hy.

VAJA OBAMA BALOCH... ;->
2 Cockroaches eating potti in washroom.
1st: yar pait main buhat dard ho raha hai muje potti aa rahi ha
2nd: yar khanay k time pe to kam se kam gandi baatain na kar
ALLAMA IQBAL ne Qayam-e-Pakistan k baray Mai 23 March Ko Minto park mai Quaid-e-Azam k Sath Kharay Ho Ker Fatima se Farmaya , AJ KALA JORA PAA SADI FARMAYSH TE
YE Dunya Bari Zalim Hai

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Rehne do tumhare Button Press Kerne Se Nahi Badle Gi . . . ;->
ek premi apni premika ke liye
anguthikhridne ke liye ek dukan pe gaya,
or use ek anguthi pasand aa gai to usne uska price puchha- bhai sahab kya rate hai?
dukandar-5000.00R.s
ye sunkar premi ki siti nikal gai.
tab usne dusari anguthi ki or ishara kar ke puchha or iski?
dukandar-do sitiya


Pathan : Nothing ka kiya matlb hai?

Frnd : kuch nahi

Pathan : o yaraa aesa nai hota
yar jb b koi word banta hai
toh us ka koi matlb b hota hai :-)}