hum film india ki dekhty ha, songs india k suntey hai,
fashion india k karty hai tu phir jab pakistan match harta hai
tu ghussa q jeet bhi tu india ki honi chaiye na ?
Ali : Mama main bara hoke Pilot banonga
Mamma : Beta mujhay kaise pata chalega ke ye mere betay ka jahaz hai?
Ali : Guzarte waqt apnay gher per Gola phaink dia karonga.