'Beti:Me Parosi Se love Krti Hun, !ORUs K Sath Bhag Rahi Hun Dad:Thanks Beta Tm Mra Paisa or Waqt Bacha Rhi Ho Beti: me ap ko Ami Ka Letter Suna rahi Hon;)'
Naila nay zazia ko shabana nay shabnam ko rehana nay rukhsana ko alia nay anela ko bushra nay babra ko farah ne farzana ko humera nay hameeda ko akbar nay asghar ko basheer nay babar ko tanveer nay saleem ko imran nay ishaq ko khalil nay rahman ko kashif nay kamran ko liaqat nay lugman ko zeeshan nay zaman ko aur main nay app ko yeh sms ker diya ha!
Aah Bharti Hui Ai Ho Slimming Center
Aah Ko Chahiye Ek Umae Asar Hone Tak
Dieting Khail Nahi Chund Dino Ka Begum
Ek Sadi Chahiye Kamre Ko Kamar Hone Tak