agar tumhein kabhi meri zaroorat mehsoos ho, yun lagey k mein tumharey kuch kaam aa sakta hoon, to phir plz kabhi hichkichana mat, mujhsey kehna mein ussee waqt,
''Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.''
Friend 2 pathan.
Yaar Aaj tumhara mobile bohat baj raha hai kheriyat to hey na.
.
.
Pathan:
O nahin yaara aaj ghalti sey main apni behan ka mobile ley aaya hu
kash dil ke ye hasrat poori ho gaye
ap miss cal do aur wo recive ho gaye
sub kuch bhula ker hum kerte rahe batain
hosh tab aye jab balance khatam ho gaye
Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.
A beautiful girl goes to Professor cabin
and
say
that i will do anything to pass in the exams
and professor says
NOW OPEN YOUR
.
.
.
.
.
.
Books And Study