Once Lalu and Mallika went hunting. Jab woh apne tent mei soye thei, Lalu ne dekhaa ek SHER unke taraf aa rahaa hai.. What did Lalu tell Mallika ?
.
.
.
.
.
Bhago Mallika SHER A WAT hai....
"sir! aap mere son ki shadi pe nahi aye,
bari shiddat se aap ka intezaar tha.
shadi bilkul be ronaq rahi aap ke baghair,
ham pe kuch to tars kha ke aa jatay.
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''