Yaad tumhari na aaye aisa hum hone nahi denge,Dost tumhare jaisa hum khone nahi denge. Ek do sms karte rahna,Warna raat ko tumhe hum sone nahi denge....
Molviyon ki Bus jarahi thi,
ek molvi ne kaha Rastey main kahin bhi larki dikhe to Astagfirullah kahna!
Kafi der baad 1 ne Astagfirullah Kaha
Baqi boley :
Kidhar hai ???
Kidhar hai ???
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey