Agar dantttooon k Doctor ko Daant mein dard ho to wo kahan jaye gha?
Arrey yaar Zahir hai k wo kissi doctor k pass to jaye gha naheen kyun k ussey achcha khasa experience hota hai, To reh ghaya mein to merey paass hee aaye gha na.
Kitne % bhartiyon ko lagta hy k Salman Khan,
Katrina Kaif se Shadi Karega?
Ans: 10%
bcoz
.
.
.
.
.
Rest of the 90% wants to marry Katrina Kaif themselves =P ;->
Pathan ko rastay mein ek charagh mila.Utha k saaf kiya to ek Jin nikla or kaha k woh uski 3 khwahishain puri krayga.
Pathan:"Umko esa naswar do jo khatam na ho!"
Ekdum ek naswar ka packet aa gya.
Pathan ne thori si naswar nikali to utni naswar or aa gai.
Jin: "Baqi 2 khwahishain?"
Pathan: "Esa 2 packet or do!" ;->
''''Gham ME B MAZA ATA HE,,
Gharibon k ghar bhi khuda aata hai,,
hum to aap ko roz sms karty hain,,
Ek ap ka sms jo worldcup ki tarah har 4saal baad aata hai''''
Insan ki 4Maa h0ti hn:
1 jis ne paida kia
1 jis ne prhaya
1 sasu ma
1 w0 jis k bare main ami kehti hain,
"A Rati 2 vajay kehri maa nal Gl''lan karda a.