PHATAN 14 AUG ko kabrustan me kabrain khud rha tha 1 admi ne pocha khan sb kya kr rahe ho, Khan bola wo yara aj azadi ka din ha to hum in ko azad kar raha ha
Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.