''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
Ek pathan or sardar ki khob pitai hue. Dono birthday party me muft ka khana khaty huay pakray gaye or kehne lagay, . . . . . . “Hum larki walo ki taraf se hain“