Presure cooker ne karhai se kaha: Itni kali ho koi cream qiun nahi use krti.Karhai: Main jitni b kali qiun na hon mujhe dekh kr seetiyan tu tum he martay ho!!
Bacheoo ka deewana hua
Raat ko nahana hua
Phata pajama hua
Nalaeeq zamana hua
Bagharat parwana hua
Aankhoo sa sharmana hua
Lakin asal ma bagharat hua
ku keh ma larkiyooo ka deewana hua.....