Aap ki kanjoosi humare dil
ko bha gai
humain bhi apney balance ki qadar aa gai
socha ab aap ko message na karain
magar kambakhat dosti humain yaad aa gai... ;->
Meri zindgi pr faqat itna Ehsan kr do,
ik baynam se mohabbt mery nam kr do,
ik subha ko milo or sham kr do,
OR sham tak mery ghar ka sara kam kr do..;-)