Main Lanat Bhejta Hoon Tum Par Aur
Tumhari Dosti Par
Main Tum Jese Ghatya Insaan k Saath
Koi Ta''aluq Nahi Rakhna Chahta
Sirf Tum Hii Nahi
Tumhari Soch Aur Rooh Bhi Khraab Hai
Tum Jese Logo''n Ko Dost Rakhna
Dosti Aur Insaaniat Dono Ki Tauheen Hy
''Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.''
Pathan T.V per bomb rakh kar Pakistan a match daikh raha tha. Bv: ye bomb kis liay rakha hy? Pathan : agar aaj salay haray tu pori team ko bomb sy urra don ga Geo Khan