Ek Bachay Ne Apni Maa Se Pocha K Insaan Ki Nasal Kahan Se Start Hui,
Mom: Matti Se,
Bacha Mutma-En Na Hua.
Phr Apny Baap Se Yehi Question Kia To Jawab Mila:
"Bandar Se"
Bacha Phr Mom K Pass Aya Or Bola Papa To Ye Keh Rahay Hain.
Mom: Haan To Unho Ne Apni Btai Hai.
kash dil ke ye hasrat poori ho gaye
ap miss cal do aur wo recive ho gaye
sub kuch bhula ker hum kerte rahe batain
hosh tab aye jab balance khatam ho gaye