Mat baha ansoo

Mat baha ansoo
Mat baha ansoo be kadron k liya
faraz….
Jo kadar karte hain kabhi roney
nahi dete!
  

Jun, 16 2012     83 chars (1 sms)     3578 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

hum ne muhabtain chord deen faraz.

tanha raat din ka tarpna hamaray bas ki baat nhi,,,
Jo mil gaya uska shukar ada kiya karo"Faraz"
.
.
.
.
Zaruri nahi hai k har baar chai k sath samosey hon.
waapasi ka safar ub mumkin na hogaa "faraz"

hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!


Tumhari ek nigah se qatal hotay hain log Faraz,...!


Ek nazar hm ko bhi dekh lo k tm bin zindagy achi nahi lagti....!
Hum to england me chanda
jama ker rahay they
Faraz
unhon nay to match fixing
ka ilzaam laga dia:)



jeety hen to koi hal tak nahi pochta "faraz"
marty hen to dunia kandhon pe utha leti hai. . .
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...
chhor de atibar qismat ki lakiron pe faraz

jo dilon me bas jaeye wo lakiron me nehi hotey.
Waqt miley kabhi

To

Parh lia kro namaz,

Ye kia k har

Waqt bas

Faraaaz, faraaz,
faraaz... =P ;-> v
Load-shedding me kya kya Zulam nahe huey hamare sth,

"Faraz"
Nara kheench Dala kisi ne Generator ki Rassi Samaj kar
('-')
<))>Ruk Oye Andhy.
RoOnay Se BaddaL Jatey Agar Halaat Faraz
To Aaj Duniya Main Hum B Khush Naseeb Hotay...!!!!


Aaj tak kuch is leye raha hoon ma Hairan Faraz



Keh Mere shehar ma Kuch Murawat nahi rahi