Bärishon me bheeg kr, Wo aksar kaha karta tha, Mjhe 2 chezen boht pyari lgti han, ik barish aur ik tum, Barish mjhe islye pyari lgti ha, Q k barish tmari yaden le kr ati ha, Tum mjhe islye pyary lgty ho, Q k tmari yaden, Barish ko or b pyara bna deti han, Aj barish me akele bheeg kar, ....JANE q.... Mera dil mjse bar bar keh rha tha, K me barish ki hr ik bound se puchun, Kya usy barishen aj b pyari lgti häin...?
Besan ki roti,
Lemo ka achaar,
Doston ki khushi,
Apnon ka pyar,
Sawan ki rain,
Kisi ka intezar,
Mubark ho aapko,
Barish ki bahar,
/ / / /
/ / /
/ /
Happy Rainy Day
Barishon k mosam me, Usay yaad karne ki, Aadtein purani hain, Ab ki bar socha tha, Aadtein badal dalein Phr khyal aya k, Aadtein badalne se Barishein nahi rukti...........
ik raat hoi barsaat bohat
main royaa saari raat bohat
har ghum tha zamaanay ka lekin
main tanha tha us raat bohat
phiraankh say ik saawan barsa
jab seher hoi to khayaal aaya
woh baadal kitna tanha tha
jo barsa saari raat bohat